Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGharana (1961)
HomeGharana (1961)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhodo ji ye gussa zara hans ke dhikao chhodo ji ye gussa zara hans ke dhikao dadi amma dadi amma maan jaao chhoti chhoti baaton pe na bigda karo chhoti chhoti baaton pe na bigda karo gussa ho to thanda paani pi liya karo khaali peeli apna kalejaa na jalaao dadi tumhen hum to manaa ke rehenge dadi tumhen hum to manaa ke rehenge khaana apne haathon se khila ke rahenge chaahe humen maaron chaahe humen dhamkaao kaho to tumhaari hum champi kar de kaho to tumhaari hum champi kar de piyo to tumhaare liye hukka bhar de hansi na chhupaao zara aankhen to milaao hum se jo bhool huyi maaf karo maa hum se jo bhool huyi maaf karo maa gale lag jaao dil saaf karo maa achhchhi si kahaani koi humko sunaao
husn waale tera jawab nahin husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin tu hai aisi kali jo gulshan mein saath apne bahaar laayi ho tu hai aisi kiran jo raat dhale chaandani mein nahaake aayi ho ye tera noor ye tere jalwe jis taraah chaand ho sitaaron mein husn waale tera jawab nahin teri aankhon mein aisi masti hai jaise chhalke huye hon peimaane tere honton pe wo khamoshi hai jaise bikhre huye hon afsaane teri zulfon ki aisi rangat hai jaise kaali ghata bahaaron mein husn waale tera jawab nahin teri soorat jo dekh le shayir apne sheron mein taazgi bhar le ik musawwir jo tujhko paa jaaye apne khawaabon mein zindagi bhar le naghma gar dhoond le agar tujhko dard bhar le wo dil ke taaron mein husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho hum bhi yahi kehte hain saanson mein tum hi tum ho jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho aa gaye pyaar ke din bekhudi chhaane lagi mastiyaan jhoom uthi zindagi gaane lagi aa gaye pyaar ke din bekhudi chhaane lagi mastiyaan jhoom uthi zindagi gaane lagi zindagi gaane lagi dil ke naye naghmon ki taanon mein tum hi tum ho dil ke naye naghmon ki taanon mein tum hi tum ho hum bhi yahi kehte hain saanson mein tum hi tum ho jab se tumhen dekha hai aankhon mein tumhin tum ho aaaahaaa haaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaahaaa haaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa jab se paaya hai tumhem bheega bheega hai samaa jab se chaaha hai tumhen har nazaara hai jawaan jab se paaya hai tumhem bheega bheega hai samaa jab se chaaha hai tumhen har nazaara hai jawaan har nazaara hai jawaan dil mein tumhin rehte ho yaadon mein tum hi tum ho dil mein tumhin rehte ho yaadon mein
shree ram chandra aashirt paarijaatah samast kalyaan guna viraamh sita mukham buruh chanchari kahah nirantaram mangalah maat nut aaaa aaaa aaaa aaaa jai raghunandan jai siya raam jai raghunandan jai siya raam hey dukh bhanjan tumhein pranaam hey dukh bhanjan tumhein pranaam jai raghunandan jai siya raam jai raghunandan jai siya raam braat braat ko hey parmeshwar sneh tumhin sikhlaate aaaaaa aaaa aaaa aaaa braat braat ko hey parmeshwar sneh tumhin sikhlaate nar naari ke prem ke jyoti jag mein tumhin jalaate o naiyaan ke khewanhaare japun main tumhro naam jai raghunandan jai siya raam jai raghunandan jai siya raam tum hi daya ke saagar prabhu ji tum hi paalan haare chain tumhin se paayenge kal manwa saajh sakhaa re jo bhi tumhri aas lagaaye jo bhi tumhri aas lagaaye bane ussi ke kaam jai raghunandan jai siya raam jai raghunandan jai siya raam
ye duniyaa usi ki jo pyaar kar le preet se dil ka singaar kar le preet se dil ka singaar kar le mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta ta dhin tana de re naa na ta ra ni dhum ta da ni ta de re na ta dhim ta dhim tak tak tak takit takit tak takit takit tak takit takit tak ta ta ta hoooo oooooo mann mein jiss ke naa pyaar ki lagan hai uska jeevan bhi kya jeevan hai nazren kisi se to chaar kar le apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein kaliyaan khila le suno suno ji kya kehti hai paayal ki jhankaar na der da ni tin dir da ni dim dim ta nan na oo der da ni oo der dim dim ta nan na aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa ta gan na tai tai kir tai tai kir tai tai tai kir tai tak jhoom jhoom tak jhoom jhoom hooo ooooo apni ankhiyon se parda hata le mann ki bagiyaan mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dadi Amma Dadi Amma Gharana (1961) 03:20 13275
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:20   Song Number : 13275   

Husn Waale Tera Jawab Gharana (1961) 04:48 13276
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:48   Song Number : 13276   

Jab Se Tumhen Dekha Gharana (1961) 04:23 13277
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Rajendra Kumar
Duration : 04:23   Song Number : 13277   

Jai Raghunandan Jai Siya Raam Gharana (1961) 03:24 13279
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Bipin Gupta, Devika
Duration : 03:24   Song Number : 13279   

Yeh Duniyaa Usi Ki Jo Gharana (1961) 04:24 13278
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 04:24   Song Number : 13278